Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePrem Dhawan
HomePrem Dhawan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa aa aa aa aa aa aa aaa aa aa nazar ko sambhalo ye kya ho raha hai nazar ko sambhalo ye kya ho raha hai mera dil hi mujhse juda ho raha hai aa haa aa haa aa aa aa aa aa aa aa nazar ki khata hai na dil ki khata hai nazar ki khata hai na dil ki khata hai humen bhi pata hai tumhen bhi pata hai ye jaadu sa ulfat ka jo chal gaya hai jo hona tha aakhir wohi ho raha hai mera dil hi mujhse juda ho raha hai nazar ko sambhalo ye kya ho raha hai aa aa aa aa badhi ja rahi hai meri beqaraari badhi ja rahi hai meri beqaraari na thi dil pe aisi to beikhtiyaari diya dard jo bhi nazar mein tumhari wohi dard badh ke dawa ho raha hai mera dil hi mujhse juda ho raha hai nazar ko sambhalo ye kya ho raha hai aa haa aa haa aa aa aa aa aa muhabbat ki shamma to jalti rahegi muhabbat ki shamma to jalti rahegi dilon ki tamanna machalti rahegi ye wo daasta hai jo chalti rahegi zamaana to yun hi khafa ho raha hai mera dil hi mujhse juda ho raha hai nazar ko sambhalo ye kya ho raha hai
nazron se aaj dil mein samaane ki raat hai ye raat to naseeb jagaane ki raat hai nazron se aaj dil mein samaane ki raat hai ye raat to naseeb jagaane ki raat hai sun lo zara kareeb se ye dil ki dhadkanen ye dil ka haal sunne sunaane ki raat hai nazron se aaj dil mein samaane ki raat hai ye raat to naseeb jagaane ki raat hai kadmon mein kyun bichhi huyi hai aaj chandni palkon pe chandni ko bithane ki baat hai nazron se aaj dil mein samaane ki raat hai ye raat to naseeb jagaane ki raat hai dekho falak ki mang sitaaron se bhar gai zulfon mein bhi sitare sajaane ki raat hai nazron se aaj dil mein samaane ki raat hai ye raat to naseeb jagaane ki raat hai
nigahon ki jaadugari adaaon ki ye dilbari yunhi nahin khuda ki kasam koi to hai mera bhi sanam nigahon ki jaadugari aaaa aaaaa aaaa aaaa behke kadam hain mere to bin piye arman hain mere ke jalte diye behke kadam hain mere to bin piye arman hain mere ke jalte diye kehti hai dhadkan ke aayega wo tadpun hamesha main jiske liye aaaa aaaaa aaaa aaaa nigahon ki jaadugari adaaon ki ye dilbari yunhi nahin khuda ki kasam koi to hai mera bhi sanam nigahon ki jaadugari koi to jahaan mein deewana hai mera kisi ke to lab pe fasaana hai mera koi to jahaan mein deewana hai mera kisi ke to lab pe fasaana hai mera maane na maane zamaane ki khushi kisi ke to dil mein thikaana hai mera aaaa aaaaa aaaa aaaa nigahon ki jaadugari adaaon ki ye dilbari yunhi nahin khuda ki kasam koi to hai mera bhi sanam nigahon ki jaadugari
koi jahaan mein hamaari tarha gareeb na ho gareeb ho bhi to hum jaisa badnaseeb na ho ek paisa de de ek paisa de de o babu o babu o jaane wale babu ek paisa de de teri jeb rahe na khali ooo oooo teri jeb rahe na khali teri roz mane deewali deewali tu hardum mauj udaaye kabhi na dukh paaye o babu ek paisa de de ek paisa de de ye bachcha duaayen dega tera bigda kaam banega ise raaton neend nahin aaye bhookh tadpaaye o babu ek paisa de de ek paisa de de kismat phooti duniya roothi chhute sabhi sahare pet ke khatir bane bhikaari phirte dar dar maare pet ke khatir bane bhikaari phirte dar dar maare aankh se andha baapu mera aankh se andha baapu mera pag pag thokar khaaye chala nahin jaaye o babu ek paisa de de ek paisa de de o babu o babu o jaane wale babu ek paisa de de ek paisa de de
ek pal ruk jaana ooo jaanewaale raahi ruk jaana ruk jaana ruk jaana ek pal ruk jaana ho ek pal ruk jaana ooo jaanewaale raahi ruk jaana ruk jaana ruk jaana ek pal ruk jaana ho na roke hain raah tori baiyaan hamaar na bandhan mein baandhe hain nainon ke taar na roke hain raah tori baiyaan hamaar na bandhan mein baandhe hain nainon ke taar jo roke to roke hai man ki pukaar ek pal ruk jaana ruk jaana ruk jaana ek pal ruk jaana ho lagaaye jo man pe judaai ke teer chhupa lungi apne karejva mein peer lagaaye jo man pe judaai ke teer chhupa lungi apne karejva mein peer na tujh se kahenge ye nainon ke neer ek pal ruk jaana ruk jaana ruk jaana ek pal ruk jaana ho ek pal ruk jaana ooo jaanewaale raahi ruk jaana ruk jaana ruk jaana ek pal ruk jaana ho
pee ke daras ko tarsen akhiyaan bin saawan ke barsen akhiyaan chhup gaye rasiya o mann basiya ho sun mann ki bol re batiyaan aaaa aaaa aa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa o saanwre aaja pyaar liye gaati bahaar liye ke tere bina more naina hue baanwre o saanwre aaja pyaar liye gaati bahaar liye ke tere bina more naina hue baanwre ooo saanwre jab se suratiya aankhon mein samaayi hum ko to laage saari duniya paraayi jab se suratiya aankhon mein samaayi jab se suratiya aankhon mein samaayi hum ko to laage saari duniya paraayi milne ki pyaas liye ek yahi aas liye baithi rahun main subha shaam re o saanwre aaja pyaar liye gaati bahaar liye ke tere bina more naina hue baanwre ooo saanwre dil ko bichhaya hai raahon mein tumhaari jaane kab kismat jaagegi humaari dil ko bichhaya hai raahon mein tumhaari dil ko bichhaya hai raahon mein tumhaari jaane kab kismat jaagegi humaari din jaaye raat aaye dil se na yaad jaaye saanson mein goonje tera
pagadi sambhaal oyeeee pagadi sambhaal oyeeeee aaaaaaa pagadi sambhaal jatta pagadi sambhaal oye pagadi sambhaal jatta pagadi sambhaal oye pagadi sambhaal jatta pagadi sambhaal tera lut gaya maal oye pagadi sambhaal jatta pagadi sambhaal oye pagadi sambhaal jatta tu dharti ki maang sanvaare soye khet jagaaye tu dharti ki maang sanvaare soye khet jagaaye saare jag ka pet bhare tu annadaataa kehlaaye phir kyun bhukh tujhe khaati hai phir kyun bhukh tujhe khaati hai aur tu bhukh ko khaaye lut gaya maal tera lut gaya maal oye pagadi sambhaal jatta pagadi sambhaal oye pagadi sambhaal jatta deke apna khoon paseena toone fasal ugaayi deke apna khoon paseena toone fasal ugaayi aandhi dekhi tufaan jhele bipda sabhi uthaayi fasal paki to le gaye zaalim fasal paki to le gaye zaalim teri nek kamaayi lut gaya maal tera lut gaya maal oye pagadi sambhaal jatta pagadi sambhaal oye pagadi sambhaal jatta uth aur uth ke khaaq se zarre ek sitaara ban ja uth aur uth ke khaaq se zarre
pyaar ka hai mausam hum hain akele tujhko pukaare ye din albele aise mein aa bhi jaa aise mein aa bhi jaa pyaar ka hai mausam hum hain akele tujhko pukaare ye din albele aise mein aa bhi jaa aise mein aa bhi jaa jhoom raha masti mein gagan jaag uthi mere dil ki lagan jhoom raha masti mein gagan jaag uthi mere dil ki lagan kaha to nahin jaaye magar dil chahe koi mere zulfon se khele o o ooo pyaar ka hai mausam hum hain akele tujhko pukaare ye din albele aise mein aa bhi jaa aise mein aa bhi jaa kaise katega akele safar dhunde tujhe meri khoyi nazar kaise katega akele safar dhunde tujhe meri khoyi nazar main gir gir jaaun sambhal nahin paaun zara paas baahon mein le le o o ooo pyaar ka hai mausam hum hain akele tujhko pukaare ye din albele aise mein aa bhi jaa aise mein aa bhi jaa pyaar ka hai mausam hum hain akele tujhko pukaare ye din albele aise mein aa bhi jaa aise mein aa bhi jaa aise mein aa bhi jaa
sajnaa sajnaa aaa kaahe bhool gaye din pyaar ke sajnaa sajnaa aaa main to haar gayi re pukaar ke sajnaa hoo oooo baithi rahi main sapne saja ke bindiya laga ke piya mehendi racha ke baithi rahi main sapne saja ke bindiya laga ke piya mehendi racha ke taras na khaaya toone gaya tadpa ke sajnaa aaaa sajnaa aaaa kaahe bhool gaye din pyaar ke sajnaa hoo oooo baat takun main saanjh savere auron ki to raatein mere din bhi andhere baat takun main saanjh savere auron ki to raatein mere din bhi andhere saara jag soona soona laage bin tere sajnaa aaaa sajnaa aaaa kaahe bhool gaye din pyaar ke sajnaa hoo oooo duniya ne to dard na jaana tu bhi hua hai kaahe mujhse begana duniya ne to dard na jaana tu bhi hua hai kaahe mujhse begana aaja re bulaaye tujhe guzra zamana sajnaa aaaa sajnaa aaaa kaahe bhool gaye din pyaar ke sajnaa hoo oooo
tera jaadu na chalega o sapere kaahe maare meri galiyon ke phere mera rasiya to man mein hai mere tu hai kaun mera rasta jo ghere tera jaadu na chalega o sapere kaahe maare meri galiyon ke phere dekh tu mujhko na haath laga jhoom ke main das lungi dekh tu mujhko na haath laga jhoom ke main das lungi aag lage teri nas nas mein aisa zehar bhar dungi o kahin tadpo na shaam savere tera jaadu na chalega o sapere kaahe maare meri galiyon ke phere mera rasiya to man mein hai mere tu hai kaun mera rasta jo ghere ek tha dil jo main de hi chuki kya tum lene aaye ek tha dil jo main de hi chuki kya tum lene aaye nainon mein jab chitchor base koi na aur samaaye o nahin aane waali haath main tere tera jaadu na chalega o sapere kaahe maare meri galiyon ke phere mera rasiya to man mein hai mere tu hai kaun mera rasta jo ghere
tere nainon ne jaadu daala tere nainon ne jaadu daala dil loot liya dil loot liya matwaala ke tere bin chain nahin rang preet ke na pehchaanun rang preet ke na pehchaanun bas itna piya bas itna piya main jaanun ke tere bin chain nahin aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaaaaa aa sang chali ho to sang nibhaana sang chali ho to sang nibhaana raste mein kahin raste mein hi chhod na jaana ke tere bina chain nahin tere haath mein dor hai mori tere haath mein dor hai mori tere sang re piya tere sang takdeer hai jodi ke tere bin chain nahin aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaa jeevan ke lambe raste jeevan ke lambe raste kat jaayenge kat jaayenge hanste hanste ke tere bin chain nahin ke tere bin chain nahin ke tere bin chain nahin
o oooo oooo oooo oooo ooooo aaaa aaaa haaa aaaa teri aankhon mein pyaar maine dekh liya gori tu laakh chhupa tu bhi hai beqaraar maine dekh liya saiyan na baat bana teri aankhon mein pyaar maine dekh liya gori tu laakh chhupa tu bhi hai beqaraar maine dekh liya saiyan na baat bana jhuki jhuki palkein uthavo zara gori akhiyaan na dalo saiyaan akhiyon mein mori jhuki jhuki palkein uthavo zara gori akhiyaan na dalo saiyaan akhiyon mein mori ab to main jaan gaya gori teri chori teri aankhon mein pyaar maine dekh liya gori tu laakh chhupa tu bhi hai beqaraar maine dekh liya saiyan na baat bana dheere dheere chalna ye rahein anjaani bachpan beeta kaise beetegi jawaani dheere dheere chalna ye rahein anjaani bachpan beeta kaise beetegi jawaani main hoon nadaan main na jaanun ye kahaani tu bhi hai beqaraar maine dekh liya saiyan na baat bana teri aankhon mein pyaar maine dekh liya gori tu laakh chhupa kaahe teri batiyaan lage hain badi pyaari maine bhi to tere liye sudh hai
hannn ghayal karte hain khud hi hann aur khud hi bante hain dawa hai zehar kabhi amrit hai kabhi na jaane tore naina hain kya tore naina raseele katile haye raam tore naina raseele katile haye raam tore naina raseele katile lajile haye raam rasile katile lajile haye raam tore naina raseele katile haye raam tore naina badal gaya rang mehfil ka jab tum mehfil mein aaye badal gaya rang mehfil ka jab tum mehfil mein aaye rang udaa hai phoolon ka dil shama ka baitha jaye rang udaa hai phoolon ka hannnn in nazron ke aage koi in nazron ke aage koi in nazron ke aage koi kaise nazar uthaye kaise nazar uthaye haye raam kaise nazar uthaye hoooo tore naina rasile katile haaye raam tore naina rasile katile haaye raam tore naina jhoom rahi hain naagan zulfen mukh pe halke halke jhoom rahi hain naagan zulfen mukh pe halke halke sar se aanchal dhalka jaye sar se aanchal dhalka jaye baitho zara sambhal ke sar se aanchal dhalka jaye na jane kya kar baithe dil hoooooo na jane kya kar
woh bijli hai hum shola aaj na jaane kya hoga chaand se takkar suraj ki lo aaya din qayaamat ka ho ho yaaron husn ki ishq se yeh pehli mulaqaat hai aa ha vallaah kya baat hai ho ho vallaah kya baat hai kya baat hai woh bijli hai hum shola aaj na jaane kya hoga chaand se takkar suraj ki lo aaya din qayaamat ka ho ho yaaron husn ki ishq se yeh pehli mulaqaat hai aa ha vallaah kya baat hai ho ho vallaah kya baat hai kya baat hai hote hain kaafir yun to allah allah kehte hain dilbar jinko dil ko udda len hanske tauba tauba aata hai jaadu inko lekin humse jo aankh mili to kha gaye woh bhi chakkar sab naaz vo apne bhool gaye aur bhool gaye sab akad unko paani peena pada ye hai naazuk waqt bada chaand se takkar suraj ki lo aaya din qayaamat ka ho ho yaaron husn ki ishq se yeh pehli mulaqaat hai aa ha vallaah kya baat hai ho ho vallaah kya baat hai kya baat hai aa aisi bhi kya madhoshi dekho dekho hosh nahin aanchal ka kehti hai saaf nigaahen allah kasam haal bura hai dil
Wo Chaand Chamka
wo kaun si mushkil hai jo na ho sake aasaan wo kaun si mushkil hai jo na ho sake aasaan himmat hai tere saath himmat hai tere saath to phir saath hai bhagwaan wo kaun si mushkil hai jo na ho sake aasaan wo kaun si mushkil hai suyi se mehel bante hain mitti se bane sona kismat ke saath khelo kismat hai ek khilona suyi se mehel bante hain mitti se bane sona kismat ke saath khelo kismat hai ek khilona mehnat hi teri izzat mehnat hi teri shaan mehnat hi teri izzat mehnat hi teri shaan wo kaun si mushkil hai jo na ho sake aasaan wo kaun si mushkil hai takdeer se bichhdi huyi takdeer badal jaaye uljhe huye haalaat ki tasweer badal jaaye takdeer se bichhdi huyi takdeer badal jaaye uljhe huye haalaat ki tasveer badal jaaye ye haath ki lakiren badal sakta hai insaan ye haath ki lakiren badal sakta hai insaan wo kaun si mushkil hai jo na ho sake aasaan wo kaun si mushkil hai jo kaam hain kiye ja fal to kabhi milega hai aaj agar kaante kal phool bhi khilega jo kaam hain kiye
yaad suhaani teri bani zindgaani meri yaad suhaani teri bani zindgaani meri o saajna dil se laga li maine teri nishani saajna yaad suhaani teri jaadu ye kaisa haye piya kiye jaate ho dil mein sama ke mera dil liye jaate ho apna bana ke humen ghum diye jaate ho dil ka qraar haye kahaan liye jaate ho o saajna baalma yaad suhaani teri bani zindgaani meri dil se laga li maine teri nishani saajna yaad suhaani teri nazron se door sahi dil se na jaoge raam qasam humen bade yaad aaoge badi meharbaani hogi jo ye bataoge soyi taqdeer meri kab aa jagaoge o saajna baalma yaad suhaani teri bani zindgaani meri o saajna dil se laga li maine teri nishani saajna yaad suhaani teri bani zindgaani meri yaad suhaani teri bani zindgaani meri
yun dekhte ho jaise humein jaante nahin pehchaan kar bhi tum humein pehchaante nahin yun dekhte ho jaise humein jaante nahin sabse hans kar milti hain ye zaalim chaak nigaahein ek humse hi takraa ke naa jaane kyun chhip jaayen sabse hans kar milti hain ye zaalim chaak nigaahein ek humse hi takraa ke naa jaane kyun chhip jaayen kar lo idhar zara ek nazar hum gair to nahin yun dekhte ho jaise humein jaante nahin pehchaan kar bhi tum humein pehchaante nahin aye ji khoon kiya hai tum ne aye ji khoon kiya hai tumne kitne hi armaanon ka har baar bura hai dekho hum jaise mastanon ka aye ji khoon kiya hai tumne kitne hi armaanon ka har baar bura hai dekho hum jaise mastanon ka meri ghaat se mere haath se koi jaaye na kahin yun dekhte ho jaise humein jaante nahin pehchaan kar bhi tum humein pehchaante nahin yun dekhte ho jaise humein jaante nahin
zara sambhaliye adayen aapki ke mere haath se dil mera jaane laga zara sambhaliye adayen aapki ke mere haath se dil mera jaane laga na aise rokiye nigaahen pyaar ki ke zindagi mein ab kuchh nasha aane laga na aise rokiye nigaahen pyaar ki khili khili chandani jagmagati rahe har ghadi pyaar ki muskuraati rahe khili khili chandani jagmagati rahe har ghadi pyaar ki muskuraati rahe suhaani chandani mein dil ye kahin kho jaaye na zara sambhaliye adayen aapki ke mere haath se dil mera jaane laga na aise rokiye nigaahen pyaar ki ruki ruki saans hai behke behke kadam kaisi manzil hai ye kis jahaan mein hain hum ruki ruki saans hai behke behke kadam kaisi manzil hai ye kis jahaan mein hain hum wo kaun hai jo sanam aaj tera ho jaaye na na aise rokiye nigaahen pyaar ki ke zindagi mein ab kuchh nasha aane laga zara sambhaliye adayen aapki chalo chalen pyaar ko hum badhate huye saari duniyaa ki nazren jhukaate huye chalo chalen pyaar ko hum badhate huye saari duniyaa ki nazren
zindagi mein aaye jab wo kyun unhen thukra diya zindagi mein aaye jab wo kyun unhen thukra diya aaj wo thukra chale aaj wo thukra chale to dil ne kyun tadpa diya zindagi mein jab kali dil ki khili to ho chali rukhsat bahaar jab kali dil ki khili to ho chali rukhsat bahaar aye meri ulfat bata de aye meri ulfat bata de tune mujhko kya diya aaj wo thukra chale aaj wo thukra chale to dil ne kyun tadpa diya zindagi mein ek wo hain pyaar karna seekh le jinse koi ek wo hain pyaar karna seekh le jinse koi ek main ke unki ulfat ek main ke unki ulfat ka na kuchh badla diya aaj wo thukra chale aaj wo thukra chale to dil ne kyun tadpa diya zindagi mein
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Nazar Ko Sambhalo Ye Kya Ho Raha Hai Cobra Girl (1963) 03:30 37537
 
Poster of Cobra Girl (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
S N Tripathi
On Screen Actors- 
Mahipal, Ragini
Duration : 03:30   Song Number : 37537   

Nazron Se Aaj Dil Mein Gambler (1960) 03:23 38126
 
Poster of Gambler (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
Duration : 03:23   Song Number : 38126   

Nigahon Ki Jaadugari Shabnam (1964) 03:45 38108
 
Poster of Shabnam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
L Vijay Laxmi
Duration : 03:45   Song Number : 38108   

O Babu O Jaane Wale Ek Paisa De De Vachan (1955) 04:41 36643
 
Poster of Vachan (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Geeta Bali
Duration : 04:41   Song Number : 36643   

O Jaanewale Raahi Ek Pal Ruk (Sad) Rahi (1953) 03:00 12271
 
Poster of Rahi (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 03:00   Song Number : 12271   

O Saanware Aaja Pyar Liye Private Secretary (1962) 03:42 40645
 
Poster of Private Secretary (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Dilip Dholakiya
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:42   Song Number : 40645   

Pagadi Sambhal Jatta Shaheed (1965) 03:40 40964
 
Poster of Shaheed (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Prem Dhawan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 03:40   Song Number : 40964   

Pyaar Ka Hai Mausam Baazigar (1959) 03:13 36609
 
Poster of Baazigar (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Dutt
Duration : 03:13   Song Number : 36609   

Sajnaa Kaahe Bhool Gaye Chand Mere Aja (1960) 03:27 37554
 
Poster of Chand Mere Aja (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nanda
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:27   Song Number : 37554   

Tera Jaadu Na Chalega O Sapere Guest House (1959) 03:22 12199
 
Poster of Guest House (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 03:22   Song Number : 12199   

Tere Nainon Ne Jaadu Daala Tangawali (1955) 02:45 40058
 
Poster of Tangawali (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Salil Chowdhury
Duration : 02:45   Song Number : 40058   

Teri Aankhon Mein Pyaar Maine Chand Mere Aja (1960) 03:20 37589
 
Poster of Chand Mere Aja (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Nanda, Bharat Bhushan
Duration : 03:20   Song Number : 37589   

Tore Naina Raseele Katile Haye Raam Hamdard (1953) 04:47 38054
 
Poster of Hamdard (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Manna Dey
Duration : 04:47   Song Number : 38054   

Vallah Kya Baat Hai Vallah Kya Baat Hai (1962) 03:48 13224
 
Poster of Vallah Kya Baat Hai (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:48   Song Number : 13224   

Wo Chaand Chamka Son Of Sinbad (1958) 02:54 36618
 
Poster of Son Of Sinbad (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Bhagwan Dada, Jubeen, Prem Nath
Duration : 02:54   Song Number : 36618   

Wo Kaun Si Mushkil Hai Jo Maa Beta (1962) 04:28 40062
 
Poster of Maa Beta (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Nirupa Roy
Duration : 04:28   Song Number : 40062   

Yaad Suhaani Teri Bani Zindgaani Mere Banarasi Thug (1962) 02:59 40961
 
Poster of Banarasi Thug (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vijaya Chaudhari, Manoj Kumar
Duration : 02:59   Song Number : 40961   

Yun Dekhte Ho Coffee House (1957) 02:56 37697
 
Poster of Coffee House (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Geeta Dutt
Duration : 02:56   Song Number : 37697   

Zara Sambhaliye Adayen Aapki Bada Aadmi (1961) 03:52 37543
 
Poster of Bada Aadmi (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Vijaya Choudhury, Sheikh Mukhtar
Duration : 03:52   Song Number : 37543   

Zindagi Mein Aaye Jab Wo Dak Babu (1954) 03:17 39724
 
Poster of Dak Babu (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Dhani Ram
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:17   Song Number : 39724   
Karaoke Songs of prem dhawan, Sad Songs of prem dhawan, Love Songs of prem dhawan, Dance Songs of prem dhawan, Hip-hop songs of prem dhawan, Best songs of prem dhawan, Super hit songs of prem dhawan, hit songs of prem dhawan, duet songs of prem dhawan, solo songs of prem dhawan, old songs of prem dhawan, famous songs of prem dhawan, Hindi Karaoke Songs of prem dhawan, Hindi Sad Songs of prem dhawan, Hindi Love Songs of prem dhawan, Hindi Dance Songs of prem dhawan, Hindi Hip-hop songs of prem dhawan, best Hindi songs of prem dhawan, super hit Hindi songs of prem dhawan, hit Hindi songs of prem dhawan, duet Hindi songs of prem dhawan, solo Hindi songs of prem dhawan, old Hindi songs of prem dhawan, famous Hindi songs of prem dhawan, Sing Along Songs of prem dhawan, Sing Along Sad Songs of prem dhawan, Sing Along Love Songs of prem dhawan, Sing Along Dance Songs of prem dhawan, Sing Along Hip-hop songs of prem dhawan, Sing Along Best songs of prem dhawan, Sing Along Super hit songs of prem dhawan, Sing Along hit songs of prem dhawan, Sing Along duet songs of prem dhawan, Sing Along solo songs of prem dhawan, Sing Along old songs of prem dhawan, Sing Along famous songs of prem dhawan